Gear up to learn Shahrukh Khan Devdas dialogue that let the flick win 11 Filmfare Awards and 16 IIFA Awards.
Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai.….. Who can forget this popular Devdas dialogue? Well, the romantic drama Devdas will mark the completion of 22 years in July 2024 but the magnum opus is still ruling the hearts of netizens.
The commercially successful flick is not only one of the best films of Shahrukh Khan ’s career but the most expensive Indian film ever made at the time. Devdas movie dialogues and the unbeatable performance of the lead actors lit the silver screen and the movie received high appreciation.
Devdas dialogues set the new definition of excellence and made the nation crazy. Some Shahrukh Khan Devdas dialogues are enlisted in the top 50 famous Bollywood dialogues that still leave an impression on one’s heart. Let’s check out some famous Devdas dialogue together!
Iconic Devdas Movie Dialogues
Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai … hum toh peete hai ki yahan par baith sake, tumhe dekh sake, tumhe bardaasht kar sake.
Ek baat hoti thi tab tum bahut yaad aati thi… jab jab main saans leta tha tab tab.
Pyar ka karobaar toh bahut baar kiya hai… magar pyar sirf ek baar.
Tawaifon ki toh taqdeer hi nahi hoti.
Babuji ne kaha gaon chhod do… sab ne kaha Paro ko chhod do… Paro ne kaha sharab chhod do… aaj tumne keh diya haweli chhod do … ek din aayega jab woh kahenge, duniya hi chhod do.
Apne hisse ki zindagi toh hum jee chuke Chunni babu, ab toh bus dhadkano ka lihaaz karte hai … kya kahen yeh duniya waalo ko joh, aakhri saans par bhi aitraaz karte hai.
Yeh toh ‘sh’ se shayari ho gayi.
Aurat maa hoti hai, bahen hoti hai, patni hoti hai, dost hoti hai … aur jab woh kuch nahi hoti, toh tawaif hoti hai..
Dil ke chaalon ko koi shayari kahe toh parwah nahi … takleef toh tab hoti hai jab koi wah wah wah karta hai.
Yun nazar ki baat ki aur dil chura gaye … hum toh samjhe the bud, aap toh dhadkan suna gaye.
Pyaar aatma ki parchhai hai Ishq ishwar ki ibadat aur Mohabbat zindagi ka maksad.
Jahan ‘kh’ se khush hokar jeena chahiye wahan ‘kh’ se itne khamosh baithe ho…arre ‘kh’ se itne khoye khoye ho…ki pata hi nahi chalta ki aap ghar pe ho.
Jiss waqt tumhare saath hoti hoon, Us waqt badnaami ka bhi darr nahi lagta.
Chalo phir dhund laye hum ussi masoom bachpan ko, Jahan sapna sajaya tha, jaha bachapan bitaya tha, jaha pedo ke saye me gharonda ek banaya tha
Har Dukh Aane Wale Sukh Ki Chithi Hoti Hai..Aur Har Nuksaan Hone Wale Faiyde Ka Ishara.
Dus saal pehle tumhare naam ka diya jalaya tha maine. aur usse aaj tak bhujne nahin diya.
Ek baat hoti thi tab tum bohot yaad aati thi…jab jab main saans leta tha tab tab!
Itna guroor toh chaand ko bhi nahi hai.
Tawaifon ki taqdeer mein shauhar nahin hote.
Kitni aasani se ginvah diya ki tumhe har pal meri yaad aati thi … lekin yeh nahi socha ki un palon mein beetta toh main hi tha … diya tum jalati thi … par jalta toh main hi tha.
Final Words
Apart from Devdas dialogue, movie freaks loved the heart-warming plot and the soothing soundtrack of the film which led the film to win several accolades including the best film at the 48th Filmfare Awards. Moreover, TIME magazine enlisted Devdas as the best movie of 2002.
We’re sure fans of King Khan of Bollywood will always remember the Devdas movie dialogues and shower immense love on Shahrukh Khan’s upcoming movies .
Check Out: